Lyrics

Tanha tanha raasty aur ajnabi hai saary Phir jaane kia hai dhondta hai dil Yaadon mein wo aa rahy jo na huye hamary In yaadon se kiya hoga haasil Koi na kise da door jaye o Rabba Dil hove na kisy da beqraar Ankhiyan ch wasdy yaadan waaly hanju Hun mukky na kadi aye intazaar Jaane khuda na jaane khuda Kaise mile ga ab qraar Meri nazar ab dekhy jidhar Tanhaiyan hai beshumaar Jaun kahaan. Dekhon jahan bhi bs faasly hi bichy hain Meri manzilon ke nishan hai lapata Tanhaion ne ab sath aisa diya hai Ke saya bhi ab mera hai gumshuda Jaane kahan hai le chala ye rasta Mujh ko nahi hai pata Mit rahi hain dooriyan Yahan faasla bhi tujh se barhny laga Jaane khuda na jaane khuda Kaise mile ga ab qraar Meri nazar ab dekhy jidhar Tanhaiyan hai beshumaar Jaun kahaan. Aaghosh teri ik tha sakoon mein Ab reh gaya har khushi mein Gham tera. Lamhe sameety teri yaad ke jee raha hon Rakh ke sabar mein khud se chal diya Mile ab mushkilein ya manzilein Ya jeene ki waja Jaane khuda na jaane khuda Kaise mile ga ab qraar Meri nazar ab dekhy jidhar Tanhaiyan hai beshumaar Jaun kahaan.
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out