Lyrics

Yeh meri raahein hain dhoondhti meri khushiyaan Manzil ka pata nahin, safar par hoon ab main chala Paani sa bahta ab rahoon main Baadalon sang udta main phiroon Chahe kahin bhi na ho mera thikaana Main musafir banta ab chaloon Lekar kahin mujhe le chala safar yeh Raaste tay karoon jaise karti samundar ki lehrein Main befikra hoon, hawa sang chala hoon Zara sa dara hoon, kho na jaaun main kahin Mere saare sapne rakh ke door apne Main yoon jo chala hoon, le jaaye raasta ab wahin Apne hi khoj mein jaane kyun roz main Khud ki kahani ko soch mein dohraata raha Aadaton se mohabbat thi jinki Aadaton mein bas yoon hi main unko paata raha Haasil jo hua, main usko leke zara Apni dhun koi bana le chala Paani sa bahta ab rahoon main Baadalon sang udta main phiroon Chahe kahin bhi na ho mera thikaana Main musafir banta ab chaloon Lekar kahin mujhe le chala safar yeh Raaste tay karoon jaise karti samundar ki lehrein Main befikra hoon, hawa sang chala hoon Zara sa dara hoon, kho na jaaun main kahin Mere saare sapne rakh ke door apne Main yoon jo chala hoon, le jaaye raasta ab wahin
Writer(s): Dikshant Jadhav Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out