Lyrics

Kamrey main band main Ankhain hain nam ye Sukoon ki rahein dhoondoo Sukoon ki rahein dhoondun ab main Dil mera tang ab Deti tu dastak Kis mun say aoun main teray Kis mun say aoun main teray samney Shehar jo badely Badley ye rastey Aik aahat bhi mujhey Aik aahat bhi muje lejaye Is kashmakash main jidar main hopeless Gunaahon kay dikh rahey Gunaahon kay dikh rahey saaye May Bina jhankey apney girebaan main safaiyan daita phirun Darpadar main is kadar purani saari galiyan phirun Behosh baitha rahun main apni purani manzilon main Saleeka e safar mainay abhi tak seekha hi nai Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Ab Main poochun khud say Kay "Hasan tu khush hai" Teri kahi hui batein ye saarey log jayengay bhool Baat to ye sach hai Zamaney say bach kay Rehna seekhaingay hamari khaity main nai ghuroor Phir bhi bina jhankain apney girebaan main safaiyaan daita phirun Dar padar main is qadar purani saari galiyan phirun Behosh baitha rahun main apni purani manzilon main Saleeka e safar mainay abhi tak seekha hi nai Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun Main aisa hi hun
Writer(s): Hasan Raheem, Muhammad Umair Tahir Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out