Featured In

Credits

COMPOSITION & LYRICS
Hasan Raheem
Hasan Raheem
Songwriter
Shahrukh Kazim
Shahrukh Kazim
Songwriter
Dilin Nair
Dilin Nair
Songwriter

Lyrics

Teray naam pay duayen dun (Terey naam, Terey naam) Har pal nazar ab aye tu Teray naam pay duayen dun Har pal nazar ab aye tu Qurban teri ada Thora meray our aa Aisay haath say na jaye tu Shab-e-nam guzar mera sukoon Kisi our hai chala Ab khud ko nai pata Logon ki baton main na ana yun Justuju meri thikana hai tu Ashqon ki jo ye rawani Thamta nahi ab mera jhee Logon ki baton main na ana yun Ulfat barhey gee tum nibhana yun Ashqon ki jo ye rawani Thamta nahi ab mera jhee Ab to meri maan jaa Dil bin teray weeran sa Na day sakun khudko dhilasa Ab to meri maan jaa Dil bin teray weeran sa Na day sakun khudko dhilasa Kya dun khudko dhilasa Haan haan Yeah, yeah Oohh, oooh Oooh, Ooh Yeah, yeah Raftaaar Jaana mera saath chhod nahi Jaana mera haath chhod nahi Mushkil se milti ho tum Haseena haseen si yeh raat chhod nahi Bemausam ki baarish ki tarha na behne de ankhon se katre Mere apne hi shatir hai apne fasa lenge apne hi khatre Tu kaha suni baaton me na aana waana (Tu) Purani baatein adhi janta zamana (Tu) Purane ko mitana mere haath nahi (Tu) Purana shaqs koi mere saath nahi Sab kuch mita dengе hum teri chahat main itna to mano na Hum tumhe jaan gaye Tum bhi hamе thoda jaano na Jaano na Jaano na Ab to meri maan jaa Dil bin teray weeran sa Na day sakun khudko dhilasa Kya dun khudko dhilasa Ab to meri maan jaa Dil bin teray weeran sa Na day sakun khudko dhilasa Kya dun khudko dhilasa, haan Khudko dhilasa Khudko dhilasa
Writer(s): Hasan Raheem, Dilin Nair, Shahrukh Kazim Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out