Lyrics

Jahan tera naqsh-e-qadam dekhtay hain Khayaban khayaban iram dekhtay hain Teray sar o qamat say ek qad e aadam Qayamat kay fitnay ko kam dekhtay hain Tamasha! keh aey mehw e aaynadari Tujhay kis tamanna say ham dekhtay hain Bana kay faqeeron ka ham bhais Ghalib Tamasha e ahl e karam dekhtay hain
Writer(s): Mujahid Hussain, Mirza Ghalib Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out